Radhe Radhe !
When the ”Neelu” bug bites, it bites badly. This Neelucitis becomes a permanent disease of the system. And it is bad. Our Vijay dada has caught this dangerous virus ! Below we can see the effect ! It is sheer Amritam !!!
Neelu aalas aur angadai lai rahyo teri god mein
Halke halke nain khol rahai hai lalke
Aur phir nain bandh kar ke maiya bol rahyo hai
Maiya poolkit hui bhari lal ka madhur nad sunke
Nanad bhuvan hua ujiyara jagat kanai se
Paran dhan babako aur mata ko dularo
Lala pooch rahyo kis baat kola hal bhari
Aur maiya teri god mein mithi nind badi payari
Aai braj vasin ki aadat buri jo makhan chori ko dosh lagaye
Ghar ghar too navnit chori kar ke matki phode aai fariyad teri
Mere mohan ko chori ko dag lagaye aai braj nari
Sun sun roj mera man mohan aab bhari
Mero tu ek hi lal jo vidhata ne diyo braj vasi ke kripa se
Hey vidhata aab mere lal ki too hi raksha kare bas yehi aas
Baat sun ke mata ki lalaji bade mand mand hasyo
Mata too badi bhori aur aai braj nari ki baatn mein
Mohan nam mera hai jo saab ka cheet din rat chort hai
Braj nari ke ulhana mat suna kar unke paas man aab kaha
More darshan ke bina unke paas aur kooch dhan nahi
Ulhane ke bahane bana kar unki god mein chahe mooje
Mein to tera hi lala jo teri god chhod ke vainkuth bhi na jaoo
Bat mohan ki sooni mata hassi badi bhari
Mohan ko gale lagayo aur adhar coomban mithho
Mohan sochat yah vainkunth mein kahan aiso sookh
Vijay krsna das khado nanada dhawar kroopa mangat
Keshu belongs to Rani mataji, our Bhagavatam class devotee. She feels sad for Neelu since he has to eat mostly boiled food. So every time she makes parathas and the like, she invites Neelu over to her place. After this had gone for quite some time, she suffered numerous incidents that made her go out of town for a month or so. Then Keshu visited us. Surprisingly, even before we knew that he would visit us, that day we had arranged quite a feast 1 For no reason at all. So Keshu stepped in for kheer and rest of the spread. LOL !!! today he is leaving, so a tearful goodbye ………….
Pingback: Sweet Blog · The achintya-bhed-abhed of Neelu and Keshu